AHMED FARAZ

Kuch muhabat


Kuch muhabat ka nasha tha pehle hm ko Faraz.
Dil jo tota to nashe se muhabat ho gai.


Yeh wafa to un dinon

Yeh wafa to un dinon ki baat hay “Fraaz”
Jab makaan kachy or log sachay hoa krty thy……


Kon data ha umar bhar

Kon data ha umar bhar ka sahara aay Faraz….
LOG tu JANAZAY man bhi kandhay badaltay rahtay hein….



Kis ki Kya majal

Kis ki Kya majal thi jo koi Hum ko kharid sakta Faraz...
Hum to khud hi Bik gaey kharidar dekh kar…


Ham na badlein gay
Ham na badlein gay waqt ki raftaar kay sath Faraz
Ham jab b milen gay andaz purana hoga…’”.


Tera Na Ho Saka

Tera Na Ho Saka To Mar Jaon Ga Faraz.
Kitna Khobsurat Wo Jhoot Bolta Tha”.

Wo Bewafa na tha


Wo Bewafa na tha youn hi badnaam ho gyaFaraz..
Hazaron chaheny waly thy kis kis say wafa karta.



Hum pe faqat ilzaam

Hum pe faqat ilzaam k hum hain zuban daraz…….
hum ne to bus kaha tha hamain tum se piyar hai…

Zindagi to apnay hi

Zindagi to apnay hi Qadmon pe chalti hai Faraz..,
Auron k $aharay to Janazay utha kartay hain..!


Yahee soch kar


Yahee soch kar us ki har baat ko sach mana hay FARAZ
K itnay khubsoorat Lub jhoot kesay bolain gay..


Bari Mushkil se

Bari Mushkil se Sulaaya tha Khud Ko FARAZ Main ne Aaj…!
Apni Aaankon Ko Tare Khuwaab Ka Laalach Day Ker…..!




Wo roz dekhta

Wo roz dekhta hai dubtay huay suraj ko faraz.
Kash mai b kisi shaam ka manzir hota….!


Main us k Haathon

Main us k Haathon me tha
Tute hue Sheeshe ki trha “Faraz”,

Bari Umeed thi k bikhrne nhi dega.

Bus giraya kuch is Ada se k

Simatne ki Aaas hi na rahi

Bin Maange Hi

Bin mangay hi mil jati hain tabeerain kisi ko “Faraz”
Koi khali hath rah jata hain hazaroon duaoon ka baad

Mere Lafzon Ki Pehchan..

Mere lafzon ki pehchan agar kar laita wo Faraz
Usy mujse nahi khud say muhabbat ho jati..!!!

Shayed Khushi Ka….

Shayed khushi ka daur bhi aa jaye ek din Faraz,
Gham bhi to mill gaye thay tamanna kiyay baghair..!

Mere Jazbat…

Mere jazbat se waqif hai mera qalm FARAZ
Main pyar likhon to tera naam likha jata hai..

KuCh Andhera Bhi…

Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath,,,
ab diya koi na rakhe meri dewaar k sath,,,

mein jo ik umer masafat mein raha, tab jana,,,
rah b chalti rahi hai, meri raftaar k sath,,,

ham to yusaf nahi,bazaar-e-sukhan mein “FARAZ”
yun hi chal parte hein,har ik kharidaar k sath

Apnay Siwa…

Apnay Siwa batao tumhein Kuch MiLa Hai FARAZ ..
Hazar bar lee hain tumne mere dil ki talashiyaan

Haath Zakhmi Hoa…

Haath zakhmi hoa kuch apni he khata the faraz
maine kismat ke lakeroun ko mitana chaha

Us Se Milte He…

Us Se Milte He Yeh Ehsas Hua Tha Mujhko FARAZ
Ye Wohi Shaks Hai Jo Lambi Judai De Gaya

Pyaar Ka Daava Karne.

Pyaar Ka Daava Karne Wale Hum Ne Dekhe Hain faraz…..!
Jinhen Hum Aziz To Hain Magar Apni Masrofiyat K Baad.

U Apni Mohabbat…

u apni mohabbat ka dawa na kia kar “faraz”
zinda tu wo bhi rahta hai jo muhabat nahi kerta